SSC CGL ka syllabus every year change hota hai kya
Viase to SSC CGL ka syllabus every year change nahin hota hai. SSC CGL ka syllabus change karne ka decision SSC ke members lete hain. SSC CGL ka syllabus tabhi change hota hai jb use present syllabus mein error ho ya fir kisi Unnecessary topic usme shamil ho gaye ho tabhi ssc ya ssc cgl ka syllabus change hota hai.
Halanki, situation ke anusar syllabus ke topics ko kam ya jyada kar diya jata hai. Vaise bhi aamtaur par Syllabus mein achanak changes nahin karte, iske liye kam se kam ek sal pahle notification dete hain. generally SSC CGL ka syllabus every year change nahin hota hai.