Cg vyapam verification list kya hota hai?
Answer: Jab koi cgvyapam candidate kisi cg vyapam recruitment exam pass kar leta fir uska document document verificcation kiya jata hai. Document verification ke baad banaya gaya candidate list ko Cg vyapam verification list kahte hain.
Cg vyapam ke verification list ke pass candidate mein name hone par us recruitment exam mein jo post tha wah apko milna pkka ho jata hai. Abhi haal hi mein chhattisgarh school vibhag shikshak bharti 2019-2020 ka verification list jaree hua tha.